Kaash wo kar paate Anubhav....
Meeri peeridon ko jo pal -pal salti
Rahi mere Komal Hriday ko
Kaash wo kar paate Anubhav....
Meri Bhavnaoon ko jo jal -jal
Kar mitti rahe mare nirmal hriday me
Kaash wo kar paate Anubhav....
Meri Abhilashon ko jo rakhti rahi
Chun-chun kar kaliyan
Mere vyathit hriday me,
Kaash wo kar paate Anubhav....
Un dharoon ko jo behti rahi,
Aantah karn se aankhon ke dware tak
kaash wo kar paate Anubhav....
Meri prarthnaon kon jo chahti rahi
.....Uske Kamna Har Pal.......